Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Bandhann Lyrics – बंधंन लिरिक्स
Bollywood · Hindi

Bandhann Lyrics – बंधंन लिरिक्स

Singer: Amarjeet Jaikar
Director: Himesh Reshammiya
Album: Himesh Ke Dil Se
Released: 05 Sep 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Na Jaane Kab Kaise Kahaan Ye Shararat Ho Gayi
Na Jaane Kab Kaise Kahaan Tumse Mohabbat Ho Gayi
Tu Hai Meri Dhadkan Tu Hi Dil Hai
Tu Hi Hai Mera Sapna
Tu Pehen Le Mere Naam Ki Chunariya
Tujhe Dil Ne Maana Apna
Tujhe Dil Ne Maana Apna
Bandhann Ye Apna Yaara Aaj Ka Nahin Hai
Saat Janmon Ka Hai Ye Mujhko Yakin Hain
Bandhann Ye Apna Yaara Aaj Ka Nahin Hai
Saat Janmon Ka Hai Ye Mujhko Yakin Hain
Tu Hai Meri Dhadkan Tu Hi Dil Hai
Tu Hi Hai Mera Sapna
Tu Pehen Le Mere Naam Ki Chunariya
Tujhe Dil Ne Maana Apna
Tujhe Dil Ne Maana Apna
Bandhann Ye Apna Yaara Aaj Ka Nahin Hai
Saat Janmon Ka Hai Ye Mujhko Yakin Hain
Main Tera Diwana Kabse
Mujhko Ye Pata Nahin Hai
Lekin Main Jaanu Itna
Tere Jaisa Koi Nahin Hai
Tu Hai Meri Duniyan
Tujhse Chalti Hai Meri Saansein
Tu Hi Hai Manzil Meri
Tujhse Hi Meri Raahe
Tu Hai Meri Dhadkan Tu Hi Dil Hai
Tu Hi Hai Mera Sapna
Tu Pehen Le Mere Naam Ki Chunariya
Tujhe Dil Ne Maana Apna
Tujhe Dil Ne Maana Apna
Bandhann Ye Apna Yaara Aaj Ka Nahin Hai
Saat Janmon Ka Hai Ye Mujhko Yakin Hain
Bandhann Ye Apna Yaara Aaj Ka Nahin Hai
Saat Janmon Ka Hai Ye Mujhko Yakin Hain
Tera Naam Pukaru Jab Main
Ek Aah Nikal Jaati Hai
Tujhe Dekhte Mere Hothon
Se Waah Nikal Jaati Hai
Main Diya Tu Hai Baati
Main Seep Hoon Tu Hai Moti
Tujhse Hi Mera Jeevan
Main Deep Hoon Tu Hai Jyoti
Tu Hai Meri Dhadkan Tu Hi Dil Hai
Tu Hi Hai Mera Sapna
Tu Pehen Le Mere Naam Ki Chunariya
Tujhe Dil Ne Maana Apna
Tujhe Dil Ne Maana Apna
Bandhann Ye Apna Yaara Aaj Ka Nahin Hai
Saat Janmon Ka Hai Ye Mujhko Yakin Hain
Bandhann Ye Apna Yaara Aaj Ka Nahin Hai
Saat Janmon Ka Hai Ye Mujhko Yakin Hain
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Bandhann Lyrics – बंधंन लिरिक्स
Singer
Amarjeet Jaikar
Director
Himesh Reshammiya
Album
Himesh Ke Dil Se
Released
05 Sep 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner