Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Avadh Mein Laute Hai Shri Ram Lyrics – अवध में लौटे है श्री राम लिरिक्स by Sonu Nigam
Devotional · Hindi

Avadh Mein Laute Hai Shri Ram Lyrics – अवध में लौटे है श्री राम लिरिक्स by Sonu Nigam

Singer: Sonu Nigam
Director: Shreyas Puranik
Released: 16 Jan 2024
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Lamba Tha Vanwaas Ram Ka
Lekin Ye Vishwas Ram Ka
Sach Ki Tap Ki Jai Hoti Hai
Dhairya Tapa Man Hi Moti Hai
Aati Hai Badhayein Aayein
Jitna Roke Aur Darayein
Jisne Vrat Sankalp Liya Hai
Aandhi Mein Bhi Jala Diya Hai
Jagkar Door Kare Andhiyara
Har Chal Har Shadyant Hai Hara
Achaai Sachaai Jeete Ki
Ghar Ghar Deep Jale Har Shaam Manao Diwali
Avadh Mein Laute Hain Shree Ram Manao Diwali
Bane Hain Sabke Bigde Kaam Manao Diwali
Avadh Mein Laute Hain Shree Ram Manao Diwali
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Van Van Ghoom Desh Ko Baandha
Deen Dukhi Ko Dekar Kaandha
Tap Se Shath Abhimaan Mita Kar
Sita Ko Samman Dilakar
Jami Sheela Ko Shaap Mukt Kar
Kitne Patthar Pran Yukt Kar
Setu Baandhkar Lakshya Saadhkar
Yudh Jeetkar Paap Nash Kar
Ho Pura Karke Vachan Pita Ka
Lehra Kar Ke Vijay Pataka
Wapas Aaye Apni Nagri
Saja Hai Pura Raghuvar Dhaam Manao Diwali
Avadh Mein Laute Hain Shree Ram Manao Diwali
Bane Hain Sabke Bigde Kaam Manao Diwali
Avadh Mein Laute Hain Shree Ram Manao Diwali
Kevat Ki Bhi Nauka Taari
Shabri Ki Juthan Sweekari
Jo Jiska Hai Use Dilakar
Shiv Mein Milkar Ban Rameshwar
Aaj Hriday Anand Bhara Hai
Pulkit Amber Aur Dhara Hai
Dason Dishayein Sur Mein Gaati
Swagat Mein Atur Harshati
Bahein Khol Khadi Hain Maayein
Aanjaney Bhi Sath Hain Aayein
Prabhu Ka Aisa Ho Abhishek Ki
Unka Raaj Rahe Aviram Manao Diwali
Avadh Mein Laute Hain Shree Ram Manao Diwali
Bane Hain Sabke Bigde Kaam Manao Diwali
Avadh Mein Laute Hain Shree Ram Manao Diwali
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Ram Ram Jai Jai Shree Ram
Jai Ram Shree Ram
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Avadh Mein Laute Hai Shri Ram Lyrics – अवध में लौटे है श्री राम लिरिक्स by Sonu Nigam
Singer
Sonu Nigam
Director
Shreyas Puranik
Released
16 Jan 2024
Genre
Devotional
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner