Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Ram Naam Se Jagmag Hai Lyrics – राम नाम से जगमग है लिरिक्स by Sachet Tandon
Devotional · Hindi

Ram Naam Se Jagmag Hai Lyrics – राम नाम से जगमग है लिरिक्स by Sachet Tandon

Singer: Sachet Tandon
Director: Shabbir Ahmed
Released: 08 Jan 2024
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Wo Kitne Dhanwan Dhani Jo
Ram Ke Darshan Paate Hain
Wo Kitne Dhanwan Dhani Jo
Ram Ke Darshan Paate Hain
Haan Sita Ke Ram Ramaiya
Naiya Paar Lagate Hain
Naam Se Tere Kaam Ho Mera
Ho Jeevan Se Door Andhera
O Main Hun Tumse Tumse Jag Hai
Mere Ghar Ka Kona Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Mere Ghar Ka Kona Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Pade Charan Tere Mere Ghar Ghar
Charon Dham Sa Jagmag Hai
Mere Ghar Ka Kona Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Ram Naam Se Jagmag Hai Jagmag Hai
Kaushalya Ki Mamta Bhi To
Ram Naam Par Barso Royi
Kaushalya Ki Mamta Bhi To
Ram Naam Par Barso Royi
Chaudah Baras Jo Jaagi Raatein
Us Mamta Ki Aankh Naa Soyi
Raghukul Reet Sada Chali Aayi
Pran Jaayi Par Vachan Naa Jaayi
Main Hun Tumse Tumse Jag Hai
Mere Ghar Ka Kona Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Mere Ghar Ka Kona Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Pade Charan Tere Mere Ghar Ghar
Charon Dham Sa Jagmag Hai
Mere Ghar Ka Kona Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Ram Naam Se Jagmag Hai
Shabri Khilaayi Bair Mann Se
Ahilya Tar Gayi Prabhu Charan Se
O Shabri Khilaayi Bair Mann Se
Ahilya Tar Gayi Prabhu Charan Se
Tulsidas Amar Pad Gaaye
Valmiki Hari Katha Sunaayein
Main Hun Tumse Tumse Jag Hai
Mere Ghar Ka Kona Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Mere Ghar Ka Kona Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Pade Charan Tere Mere Ghar Ghar
Charon Dham Sa Jagmag Hai
Mere Ghar Ka Kona Kona
Ram Naam Se Jagmag Hai
Ram Naam Se Jagmag Hai Jagmag Hai
Ram Naam Se Jagmag Hai Jagmag Hai
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Ram Naam Se Jagmag Hai Lyrics – राम नाम से जगमग है लिरिक्स by Sachet Tandon
Singer
Sachet Tandon
Director
Shabbir Ahmed
Released
08 Jan 2024
Genre
Devotional
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner