Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Lyrics – निकले थे कभी हम घर से लिरिक्स – Dunki (2023)
Bollywood · Hindi

Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Lyrics – निकले थे कभी हम घर से लिरिक्स – Dunki (2023)

Singer: Sonu Nigam
Director: Pritam
Album: Dunki (2023)
Released: 01 Dec 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Nikle The Kabhi Hum Ghar Se
Ghar Dil Se Magar Nahin Nikla
Ghar Basa Hai Har Dhadkan Mein
Kya Karein Hum Aise Dil Ka
Badi Door Se Aaye Hain
Badi Door Se Aaye Hain
Par Ye Na Koi Samjhe
Hum Log Paraye Hain
Kat Jaaye Patang Jaise
Aur Bhatke Hawaon Mein
Sach Pucho To Aise
Din Humne Bitaye Hain
Par Ye Na Koi Samjhe
Hum Log Paraye Hain
Yahi Nagar Yahi Hai Basti
Aankhein Thi Jise Tarasti
Yahaan Khushiyan Thi Kitni Sasti
Jaani Pehchaani Galiyaan
Lagti Hai Purani Sakhiyaan
Kahaan Kho Gayi Wo Rang Raliyan
Bazaar Mein Chaai Ke Dhaabe
Bekaar Ke Shor Sharabe
Wo Dost Wo Unki Baatein
Wo Saare Din Sab Raatein
Kitna Gehra Tha Gum
In Sabko Khone Ka
Ye Keh Nahin Paaye Hum
Dil Mein Hi Chupaye Hain
Par Ye Na Koi Samjhe
Hum Log Paraye Hain
Nikale The Kabhi Hum Ghar Se
Ghar Dil Se Magar Nahin Nikla
Ghar Basa Hai Har Dhadkan Mein
Kya Karein Hum Aise Dil Ka
Kya Humse Hua
Kya Ho Na Saka
Par Itna To Karna Hai
Jis Dharti Pe Janmein The
Us Dharti Pe Marna Hai
Jis Dharti Pe Janmein The
Us Dharti Pe Marna Hai
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Lyrics – निकले थे कभी हम घर से लिरिक्स – Dunki (2023)
Singer
Sonu Nigam
Director
Pritam
Album
Dunki (2023)
Released
01 Dec 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner