Teri Meri Nazdikiyan
Kab Dil Ko Behlane Lagi
Dekh Ke Tujhko Dil Na Raha Mera
Shaam Ko Chatt Par Aana Tera
Suraj Ko Jaise Bahana Tera
Nazdikiyon Ki Mazburi Mein Dil Tha
Udta Udta Chala
Mudta Mudta Chala
Zulfon Ki Chanw Mein
Teri Zulfon Ki Chanw Mein
Main Gaaun In Fizaaon Mein
Teri Zulfon Ki Chanw Mein
Teri Zulfon Ki Chanw Mein
Mano Tum Ye Na Tum Mano
Jano Tum Ye Na Tum Jano
Sunder Tumsa Koi Nahin Dekha
Suraj Bhi Samjhe Ishare Tere
Nazdikiyon Ke Bahane Tere
Tere Hi Noor Ki Gehraai Mein Dil Tha
Udta Udta Chala
Mudta Mudta Chala
Zulfon Ki Chanw Mein
Teri Zulfon Ki Chanw Mein
Main Gaaun In Fizaaon Mein
Teri Zulfon Ki Chanw Mein
Teri Zulfon Ki Chanw Mein
Tum Jahaan Bhi Hoti Ho
Wahin Purab Ban Jata Hai
Kyunki Suraj Ka Ujala To
Tumhi Se Hai Na
Taarif To Original Karo
Shakesphere Ki Churai Hui Hai
Ab Agar Humare Dil Ki Baat
Koi Humse Behter Keh De
Use Churane Mein Kya Harz Hai
Tu Kol Mere Baijja Ginle Tu Sitare
Na Sath Apna Chute Ye Hausala Banale
Tu Kol Mere Baijja Ginle Tu Sitare
Na Sath Apna Chute Ye Hausala Banale
Udta Udta Chala
Mudta Mudta