Dil Ki Baatein Kab Tak Hothon
Tak Na Layenge
Lamhein Jo Gujre Laut Ke Na
Wapas Ayenge
Keh Bhi Doon To Ishq Mein Tere
Ho Jayenge Fana
Besabar Sa Man Ye Mera
Hota Hai Bepanah
Sun Zara Sun Zara
Dhadkane Kuch Keh Rahi Hai
Sun Zara Sun Zara
Mahiya
Sun Zara Sun Zara
Saanson Mein Jaane Ye Kaisi Nami Hai
Sun Zara Sun Zara
Mahiya
Aa Mujhe Thaam Le
Faasle Sab Mitake
Mujhko Aaram De
Dard Saare Bhulake
Taufa Ye Ishq Ka
Aa Tujhe Saup Doon
Pyaar Se Tu De Zeher Main
Haste Bekhauf Loon
Sun Zara Sun Zara
Dhadkane Kuch Keh Rahi Hai
Sun Zara Sun Zara
Mahiya
Sun Zara Sun Zara
Saanson Mein Jaane Ye Kaisi Nami Hai
Sun Zara Sun Zara
Mahiya