Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Shaam Se Lyrics – शाम से – Laila
Bollywood · Hindi

Shaam Se Lyrics – शाम से – Laila

Singer: Laila
Director: Aamir Ali
Released: 11 Aug 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Shaam Se Hi Meri Aankhein Nam Hai
Aankhein Nam Hai
Shayad Uss Musafir Ka Karam Hai
Ye Karam Hai
Thode Bezaar Aaj Hain Hum
Tere Talabgaar Aaj Hain Hum
Kyun Kar Gaya Tu Ye Sitam
Shaam Se Hi Meri Aankhein Nam Hai
Aankhein Nam Hai
Dard Judai Mein Dil Rehne Laga Hai
Tere Lautne Ki Duaayein Karne Laga Hai
Dard Judai Mein Dil Rehne Laga Hai
Tere Lautne Ki Duaayein Karne Laga Hai
Thode Hairan Aaj Hain Hum
Thode Pareshan Aaj Hain Hum
Kyun De Gaya Tu Ye Jakham
Shaam Se Hi Meri Aankhein Nam Hai
Aankhein Nam Hai
Mera Har Jarra Teri Karta Fikar Hai
Ae Fitoor Ab Bhi Tera Jaanta Ye Rab Hai
Mera Har Jarra Teri Karta Fikar Hai
Ae Fitoor Ab Bhi Tera Jaanta Ye Rab Hai
Thode Bezaar Aaj Hain Hum
Tere Talabgaar Aaj Hain Hum
Kyun Kar Gaya Tu Ye Sitam
Shaam Se Hi Meri Aankhein Nam Hai
Aankhein Nam Hai
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Shaam Se Lyrics – शाम से – Laila
Singer
Laila
Director
Aamir Ali
Released
11 Aug 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner