Tu Hi To Hai Murshid Mera Tu Hi Mera Yaar Hai
Aankhon Ki Ibadat Meri Tera Hi Deedar Hai
Mujhmein Junu Hai Tera Tu Hai Naseeba Mera Maanle
Meri Bekaraari Ko Tu Jaanle
Meri Jaanisaari Ko Tu Maanle
Sajda Sajda Sajda
Kar Kubool Mera Sajda
Sajda Sajda Sajda
Kar Kubool Mera Sajda
Tere Dar Se Ja Mile Hain Zindagi Ke Raasate
Khwahishon Ke Saare Lamhein Ab Hain Tere Waasate
Tere Bin Nahin Hai Koi Ab Mere Khayal Mein
Tu Hi To Jawaab Banke Hai Mere Sawaal Mein
Mujhmein Hai Noor Tera Tu Hai Suroor Mera Humnawaab
Meri Bekhudi Ko Pehechaan Le
Meri Ishqidaari Ko Tu Jaan Le
Sajda Sajda Sajda
Kar Kubool Mera Sajda
Sajda Sajda Sajda
Kar Kubool Mera Sajda
Jaanata Nahin Hai Koi Mujhko Mere Naam Se
Ab To Saari Duniyaan Jaane Mujhko Tere Naam Se
Chahaton Ka Tujhse Rishta Yaar Aisa Jud Gaya
Tere Aasta Ki Jaanib Dil Ye Mera Mud Gaya
Mujhmein Rawa Hai Tu Hi Mera Jaha Hai Tu Hi Sun Jara
Ishq Tera Chahe Meri Jaan Le
Na Ho Yakin To Inteha Le
Sajda Sajda Sajda
Kar Kubool Mera Sajda
Sajda Sajda Sajda
Kar Kubool Mera Sajda