Tulsi Ne Jhoom Ke Gaai
Koi Mast Magan Chaupai
Pagal Hain Khushi Se Naina
Ghar Aaye Mere Raghurai
Ho Ramchandra Jahan Thumak Chale
Harshit Hai Wo Angnai
Kya Sunanaa Hai Kya Kehena
Ghar Aye Raghurai
Ab Athon Peher Tere
Mandir Mein Gujara Hai
Nagari Hai Ayodhya Ki
Sarju Ka Kinara Hai
Mere Ram Lala Har Din
Tera Hi Nazara Hai
Nagari Hai Ayodhya Ki
Sarju Ka Kinara Hai
Mere Ram Lala Har Din
Tera Hi Nazara Hai
Sukhi Nadi Mein Jaise Machli Bahe
Nath Bin Tere Hum Aise Jeete Rahe
Ho Aaj Bawra To Hona Banta Hai Prabhu
Ban Gaye Hain Fool Saare Dard Jo Sahe
Teri Khadau Sheesh Pe Leke
Jogi Bane Nache Hum Tu Jo Kahe
Tu Jitna Bharat Ka Tha
Utna Hi Hamara Hai
Nagari Hai Ayodhya Ki
Sarju Ka Kinara Hai
Mere Ram Lala Har Din
Tera Hi Nazara Hai
Nagari Hai Ayodhya Ki
Sarju Ka Kinara Hai
Mere Ram Lala Har Din
Tera Hi Nazara Hai
Nagari Hai Ayodhya Ki
Sarju Ka Kinara Hai
Mere Ram Lala Har Din
Tera Hi Nazara Hai
Kan Kan Aaj Hua Kaushalya
Dashrath Huye Hain Panghat Pokhar
Wo Din Aya Jiska Rasata
Naino Ne Dekha Ro Ro Kar
Saare Kone Saare Puche
Par Do Dipon Se Bin Puche
Apne Ram Lala Aajayein
Jane Kaun Gali Se Hokar
Chal Pran Use Dedein
Prano Se Jo Pyaara Hai
Nagari Hai Ayodhya Ki
Sarju Ka Kinara Hai
Mere Ram Lala Har Din
Tera Hi Nazara Hai
Nagari Hai Ayodhya Ki
Sarju Ka Kinara Hai
Mere Ram Lala Har Din
Tera Hi Nazara Hai