Teri Aankhon Mein Hai Khwahishein
Qismat Ko Hai Khabar
Suraj Se Aage Kahin
Hai Door Tak Mera Safar
Armaano Ki Aag Ko Main
Lahu Se Sulgaunga
Qismat Hath Badha Degi
Nai Raah Dikha Degi
Qismat Hath Badha Degi
Nai Raah Dikha Degi
Khushiyon Ko Hai Ab Khabar
Gan Jayega Pighal
Manzil Aayegi Kal Nazar
Ruk Ja Tu Raat Bhar
Rakh Le Thoda Khabar
Qismat Hath Badha Degi
Nai Raah Dikha Degi
Qismat Hath Badha Degi
Nai Raah Dikha Degi
Parchaiyon Se Na Dar
Chalengi Sath Ye Umra Bhar
Likh Le Ab Taqdeer Tu
Khud Ko Jeet Kar
Raahein Aayengi Nazar
Qismat Hath Badha Degi
Nai Raah Dikha Degi
Qismat Hath Badha Degi
Nai Raah Dikha Degi