Meri Aankhon Ke Taare
Nanhe Se Pyaare
Khushiyon Ki Dhadkan To Sun
Maa Ka Dil Hai Pukare
Mere Seene Mein Thandhak
Milti Tere Sahare
Khushiyon Ki Dhadkan To Sun
Maa Ka Dil Hai Pukare
Dil Hai Pukare
Lag Jaye Meri Umar
Rehna Sada Muskurate
Saansein Meri Sochti Lamhein Gujre
Meri Aankhon Ke Taare
Nanhe Se Pyaare
Khushiyon Ki Dhadkan To Sun
Maa Ka Dil Hai Pukare
Dil Hai Pukare
Maan Tu Hai Kahaan Tujhe Dhundhati Hai Nigahein Meri
Tarasti Rahe Bin Tere Saare Aashayein Meri
Mil Jaye Mujhko Khuda Bhi Agar
Bhar Na Paaunga Main Teri Kami
Tu Hi Tha Sab Kuch Mera
Tu Aasma Tu Hi Zamee
Maa Bin Tere Suna Lage Hai Jahan
Maa O Maa Tu Hai Kahaan
Meri Aankhon Ke Taare
Nanhe Se Pyaare
Khushiyon Ki Dhadkan To Sun
Maa Ka Dil Hai Pukare
Maa O Maa Tu Hai Kahaan
Maa O Maa Tu Hai Kahaan
Tu To Maa Hai Mujhe Maaf Kar Degi
Meri Duniya Duaaon Se Bhar Degi
Tu To Maa Hai Mujhe Maaf Kar Degi
Meri Duniya Duaaon Se Bhar Degi
Par Maa Nahin Main Gunegar Tha
Ab Tak Iss Gum Mein Lachar Tha
Maa O Maa