Rakh Lun Saja Ke Tujhe Seene Se Laga Ke
Aaja Gale Lag Ja Gale Lag Ja
Khaab Banake Tujhe Dil Mein Chupake Rakhun
Mere Paas Aa Mere Paas Aa
Do Mulaqaton Mein
Kaali Raaton Mein
Baaton Hi Baaton Mein
Dil De Diya
Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya
Baithe Hi Baithe Maine Dil Kho Diya
Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya
Baithe Hi Baithe Maine Dil Kho Diya
Is Dil Ki Raahon Se
Behki Nigahon Se
Kaatil Adaaon Se
Tujhko Hai Fasana
Kuch Meethi Baaton Se
Kuch Jhoothe Waadon Se
Pakke Iradon Se
Dil Ko Hai Churana
Rakh Lun Saja Ke Tujhe Seene Se Laga Ke
Aaja Gale Lag Ja Gale Lag Ja
Khaab Banake Tujhe Dil Mein Chupake Rakhun
Mere Paas Aa Mere Paas Aa
Do Mulaqaton Mein
Kaali Raaton Mein
Baaton Hi Baaton Mein
Dil De Diya
Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya
Baithe Hi Baithe Maine Dil Kho Diya
Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya
Baithe Hi Baithe Maine Dil Kho Diya