Saat Suron Ko Ek Sa Ghar Bulata Hai
Saat Suron Ko Ek Sa Ghar Bulata Hai
Saikadon Taaron Ko Ek Suraj Jagata Hai
Soch Kar Maine Yahi Tumko Pukara Hai
Tu Mera Saahil Tu Hi Mera Kinara Hai
Ke Pal Do Pal Kya Charon Peher Mil Gaya
Ke Sunlo Tumame Mujhko Apna Ghar
Ghar Mil Gaya
Ke Sunlo Tumame Mujhko Apna Ghar
Ghar Mil Gaya
Teri Chaukhat Ke Peeche
Kis Baat Ka Dar Hai
Pyaar Diya Mujhko Itna
Sajde Mein Sar Hai
Soch Kar Maine Yahi
Tumko Pukara Hai
Teri Shikayat Ne Bhi
Mujhko Sawar Hai
Jaise Girti Hui Bundo Ko
Peher Mil Gaya
Ke Sunlo Tumame Mujhko Apna Ghar
Ghar Mil Gaya
Ke Sunlo Tumame Mujhko Apna Ghar
Ghar Mil Gaya