Mann ye dhan ki aas mein
Dhan ki pyaas mein
Dag mag ye kar jaye
Saar pe inke taj ho
Inka raj ho
Har pal bojh sataye
Jo bhi aaj hain vo tera saara yahi rah jayega
Khali hath aaya hain tu khali hath jayega
Maan na tu meri batiya
Sab moh maaya hai
Sab moh maaya hai
Sab moh maaya hai
Sab moh maaya hai
Mann ko sambhal kaise moh se hai bhage na sambhalta jiya
Rishton ki maya mein fisal hum hain jate mann lagata yahan
Hum saj savere bage riston ke tar savare
Jab jhod ke saab hi jaana hai yaha haye
Din bhar mein jo hai kamate
Gullak mein jo hai chupate
Jab chod ke saab hi jana hain yaha
Jo bhi aaj hain vo tera saara yahi rah jayega
Khali hath aaya hain tu khali hath jayega
Maan na tu meri batiya
Sab moh maaya hai
Sab moh maaya hai
Sab moh maaya hai
Sab moh maaya ha