Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Ankhiyon Ke Jharokon Se Lyrics – अँखियों के झरोखों से
Bollywood · Hindi

Ankhiyon Ke Jharokon Se Lyrics – अँखियों के झरोखों से

Singer: Sayli Kamble
Director: Himesh Reshammiya
Album: Himesh Ke Dil Se
Released: 04 Sep 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Dilon Ke Khel Mein Baazi Jarur Lagi Hai Magar Mudda Nahin Hai
Jeet Aur Haar Ka Mudda Hai Sirf Pyaar Ka
Dil Tere Bin Jab Bhi Lagta Nahin Hai
Dekhun Main Tumko Dil Ki Nazron Se
Door Reh Kar Bhi Mere Paas Ho Tum
Dekha Karun Main Tumko Ae Mere Sanam
Ankhiyon Ke Jharokon Se
Ankhiyon Ke Jharokon Se
Dil Tere Bin Jab Bhi Lagta Nahin Hai
Dekhun Main Tumko Dil Ki Nazron Se
Door Reh Kar Bhi Mere Paas Ho Tum
Dekha Karun Main Tumko Ae Mere Sanam
Ankhiyon Ke Jharokon Se
Ankhiyon Ke Jharokon Se
Aankhon Mein Hai Tere Sapne
Tum Lagne Lage Ho Mere Apne
Ab Tere Hi Sang Hai Umar Bitani
Hai Tujhse Yaara Meri Zindagani
Din Tere Bin Jab Bhi Katata Nahin Hai
Dekhun Main Tumko Dil Ki Nazron Se
Door Reh Kar Bhi Mere Paas Ho Tum
Dekha Karun Main Tumko Ae Mere Sanam
Ankhiyon Ke Jharokon Se
Ankhiyon Ke Jharokon Se
Tujhse Raate Tujhse Savera
Waadon Ka Hai Ek Basera
Hai Ye Basera Meri Duniyan
Jismein Ho Bas Har Pal Khushiyan
Pal Tere Bin Jab Gujarta Nahin Hai
Dekhun Main Tumko Dil Ki Nazron Se
Door Reh Kar Bhi Mere Paas Ho Tum
Dekha Karun Main Tumko Ae Mere Sanam
Ankhiyon Ke Jharokon Se
Ankhiyon Ke Jharokon Se
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Ankhiyon Ke Jharokon Se Lyrics – अँखियों के झरोखों से
Singer
Sayli Kamble
Director
Himesh Reshammiya
Album
Himesh Ke Dil Se
Released
04 Sep 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner