Satyug Mein The Raja Harishchandra
Dharm Karam Ka Pakka Sangam
Koi Na Jaata Dar Se Khali Hath
Samay Ne Aisa Karwat Khaya
Raja Ko Tha Rank Banaya
Phir Bhi Na Choda Sachhai Ka Sath
Moh Maya Karam Tera Kya Hai Bata
Moh Maya Bharam Hai Jhootha Nasha
Moh Maya Karam Tera Kya Hai Bata
Moh Maya Bharam Hai Jhootha Nasha
Rooh Na Jaane Teri Kya Hai Maili Kahani
Haan Kahani
Thagni Maya Naino Mein Lobh Ka Paani
Haan Paani
Jag Chaya Zeher Ye Kaisa Bhala
Moh Maya Karam Tera Kya Hai Bata
Moh Maya Bharam Hai Jhootha Nasha
Bandeya Bandeya
Karm Ka Lekha Janena Tu
Mukti Bandhan Maane Na Kyun
Kya Kuch Laya Tha Jagat Mein
Jo Le Jayega
Shor Sharaba Tere Naam Ka Hoga
Wo Bhi Kho Jayega
Kho Jayega
Sab Tera Ho Duniyan Khaakh Bhikhari
Haan Bhikhari
Maati Hoga Ek Din Tu Bhi Juari
Haan Juari
O Sadhu Baitha Moh Tyaage Maaya Chuda
Uncha Baitha Jagat Se Dhudi Ramaa
Moh Maya Karam Tera Kya Hai Bata
Moh Maya Bharam Hai Jhootha Nasha
Moh Maya Karam Tera Kya Hai Bata
Moh Maya Bharam Hai Jhootha Nasha