Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Mere Baba Lyrics – मेरे बाबा – Jubin Nautiyal
Devotional · Hindi

Mere Baba Lyrics – मेरे बाबा – Jubin Nautiyal

Singer: Jubin Nautiyal
Director: Payal Dev
Released: 26 Feb 2022
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Koyi kahe tu kashi mein hai
Koyi kahe kailash
Jab jab tujhe pukaara baba
Tu tha mere paas
Tere bal se main balwaan
Baba tu mera bhagwan
Tere charno mein hi rehna
Jab tak mere tan mein praan
Mere baba mere baba
Mere baba bhole baba
Mere baba mere baba
Mere baba bhole baba
Meri chinta mein yoon jaage
Phir na soye tere naina
Mujhse pehle mere dukh mein
Baba roye tere naina
Gaaun kya tera gungaan
Baba tu meri muskaan
Tere charno mein hi rehna
Jab tak mere tan mein praan
Mere baba mere baba
Mere baba bhole baba
Mere baba mere baba
Mere baba bhole baba
Jab tak sar pe tera hath
Din se ujli meri raat
Mera kya bigdega baba
Mujhpe tera aashirwad
Tu dhan hai main dhanwaan
Baba tu mera abhimaan
Tere charno mein hi rehna
Jab tak mere tan mein praan
Mere baba mere baba
Mere baba bhole baba
Mere baba mere baba
Mere baba bhole baba
Mere baba mere baba
Mere baba bhole baba
Mere baba mere baba
Mere baba bhole baba
Tere bal se main balwaan
Baba tu mera bhagwan
Tere charno mein hi rehna
Jab tak mere tan mein praan
Mere baba mere baba
Mere baba bhole baba
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Mere Baba Lyrics – मेरे बाबा – Jubin Nautiyal
Singer
Jubin Nautiyal
Director
Payal Dev
Released
26 Feb 2022
Genre
Devotional
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner