Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Chehre Pe Giri Zulfein Lyrics – चेहरे पे गिरी ज़ुल्फ़ें
Bollywood · Hindi

Chehre Pe Giri Zulfein Lyrics – चेहरे पे गिरी ज़ुल्फ़ें

Director: Shankar Jaikishan
Album: Suraj (1966)
Released: 19 Aug 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Gustakhi Maaf Gustakhi Maaf
Gustakhi Maaf Gustakhi Maaf
Chehre Pe Giri Julfein
Keh Do To Hata Doon Main
Gustakhi Maaf
Gustakhi Maaf
Ek Fool Tere Jude Mein
Keh Do To Laga Doon Main
Gustakhi Maaf
Gustakhi Maaf
Ek Aag Lagi Hai
Mere Jakhm Jigar Mein
Ye Kaisa Karishma Hai
Teri Shokh Nazar Mein
Ek Aag Lagi Hai
Mere Jakhm Jigar Mein
Ye Kaisa Karishma Hai
Teri Shokh Nazar Mein
Jo Baat Ruki Lab Par
Keh Do To Bata Doon Main
Gustakhi Maaf
Gustakhi Maaf
Sarkar Hua Pyaar
Khata Humse Hui Hai
Ab Dil Mein Tum Hi Tum Ho
Ye Jaan Bhi Teri Hai
Sarkar Hua Pyaar
Khata Humse Hui Hai
Ab Dil Mein Tum Hi Tum Ho
Ye Jaan Bhi Teri Hai
Ab Cheer Ke Is Dil Ko
Keh Do To Dikha Doon Main
Gustakhi Maaf
Gustakhi Maaf
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Chehre Pe Giri Zulfein Lyrics – चेहरे पे गिरी ज़ुल्फ़ें
Singer
Raja Kaasheff (Original: Mohammad Rafi)
Director
Shankar Jaikishan
Album
Suraj (1966)
Released
19 Aug 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner