Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Baat Hi Kuch Aur Hai Lyrics – बात हि कुछ और है लिरिक्स – Danish Alfaaz
Bollywood · Hindi

Baat Hi Kuch Aur Hai Lyrics – बात हि कुछ और है लिरिक्स – Danish Alfaaz

Singer: Danish Alfaaz
Director: GoldBoy
Released: 28 Oct 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Aashiqon Ki Tere Adalat Saji Hai
Kitne Chehre Hain Tere Inko Batana
Aasuon Ki Baarat Tere Gaalon Par Khadi Hai
Kitne Mandap Jalaye Tune Inko Batana
Ab Saare Sheher Mein Tere Charchon Ka Shor Hai
Haay Mere Yaar Teri Baat Hi Kuch Aur Hai
Teri Baat Hi Kuch Aur Hai
Aaj Teri Taarifein Karke Dikhayenge
Karke Dikhayenge
Karke Dikhayenge
Kya Bala Ho Tum Duniyaan Walo Ko Batayenge
Duniyaan Walo Ko Batayenge
Walo Ko
Jaanate Hain Lutate Ho Aashiqon Ko Raaton Mein
Kis Kis Ki Dor Hai Bata De Tere Hathon Mein
Tere Jeher Ka Na Duniyan Mein Koi Tod Hai
Haay Mere Yaar Ki Baat Hi Kuch Aur Hai
Haay Mere Yaar Ki Baat Hi Kuch Aur Hai
Haay Mere Yaar Ki
Yun To Tum Bala Ki Badi Khoobsurat Ho
Sirat Agar Dekhe Badi Badsurat Ho
Baith Jata Hai Wo Har Shakhs Teri Chaanw Mein
Jis Kisi Ki Bhi Tumko Haan Jarurat Ho
Jadugar Se Lagte Ho Apni Tum Baaton Se
Ruh Khench Lete Ho Bande Ki Tum Aankhon Se
Labon Pe Wafa Teri Aankhon Mein Chor Hai
Haay Mere Yaar Ki Baat Hi Kuch Aur Hai
Haay Mere Yaar Ki Baat Hi Kuch Aur Hai
Haay Mere Yaar Ki
Husn To Tera Maikhane Ban Gaya
Kabhi Ye To Kabhi Wo Kabhi Koi Aayega
Karega Nasha Wo Tere Jism Ka
Phir Kisi Aur Pe Wo Mar Jayega
Janate Hain Teri Bewafaon Ki Jaat Hai
Duniyan Ko Pata Hai Kya Teri Aukat Hai
Galti Nahin Teri Dhoke Khane Ka Ye Daur Hai
Haay Mere Yaar Ki Baat Hi Kuch Aur Hai
Haay Mere Yaar Ki Baat Hi Kuch Aur Hai
Haay Mere Yaar Ki
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Baat Hi Kuch Aur Hai Lyrics – बात हि कुछ और है लिरिक्स – Danish Alfaaz
Singer
Danish Alfaaz
Director
GoldBoy
Released
28 Oct 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner