Aaj Isi Waqt Tumse Ye Izhaar Karna Hai
Zindagi Bhar Tumhe Pyaar Karna Hai
Ishaare Ishaare Mein Tune Jo Kaha
Wo Saara Kuch Yaara Maine Sun Liya
Palkon Ke Chilman Tale Nazar Aa Gaya
Saara Afsana Mujhko Tune Chun Liya
Teri Khamoshi Mein Hulchal Hai Kitni Tu Ye Jaane Na
Teri Madhhoshi Bhi Kaatil Hai Kitni Tu Ye Jaane Na

Maine Kai Baar Tumse Kehena Ye Chaha
Tere Sath Hi Har Lamha Rehna Hai Yaara
Dil Ye Keh Sakana Baat Itnisi
Jo Labon Tak Aayi Lekin Juban Se Na Nikli
Ishaare Ishaare Mein Tune Jo Kaha
Wo Saara Kuch Yaara Maine Sun Liya
Palkon Ke Chilman Tale Nazar Aa Gaya
Saara Afsana Mujhko Tune Chun Liya
Teri Khamoshi Mein Hulchal Hai Kitni Tu Ye Jaane Na
Teri Madhhoshi Bhi Kaatil Hai Kitni Tu Ye Jaane Na
Teri Khamoshi Mein Hulchal Hai Kitni Tu Ye Jaane Na
Teri Madhhoshi Bhi Kaatil Hai Kitni Tu Ye Jaane Na
Jaane Anjane Mein Kyun Faasle Huye The Lekin
Kitne Hi Apne Shikwe Aur Gile Huye The Lekin
Taqdeer Mein Apna Milna Likha Tha
Gul Apne Aashaqui Ka Khilna Likha Tha