Na rukta hai na murhta hai
Bas chalta rehta hai
Na sunta hai na kehta hai
Bas karta rehta hai
Poochega itihaas kabhi
Kya banda hai yeh
Rabb ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh
Rabb ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh
Meetha mila koi kadwa mila lamha
Lamha woh sab jee gya
Bekhauf bedaag fauji jaise vardi pe watan see gya
Ho dhoondega waqt isse
Gazab ka banda hai
Rabb ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh
Rabb ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh
Banda
Sab ka banda
Rabb ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh