Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Baarish Ke Aane Se Lyrics – Shreya Ghoshal and Tony Kakkar
Bollywood · Hindi

Baarish Ke Aane Se Lyrics – Shreya Ghoshal and Tony Kakkar

Director: Tony Kakkar
Released: 08 Nov 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
O oo hoo o oo
Aa aa aaaa aa aaaa aa aa
O oo hoo o oo
Aa aa aaaa aa aaaa aa aa
Ye aankho mein tera hi chehra
Labon pe teri ibadat hai
Bada suhana hai aaj mausam
Mere seher mein barsaat hain
Seene se muhje yun lagane se
Baarish ke aane se
Tere bheeg jaane se
Dhadakna dil ka dekho
Tere sharmaane se
Baarish ke aane se
Tere bheeg jaane se
Dhadakna dil ka dekho
Tere sharmaane se
O sajan o sajna
Ye waada humse karna
Jal jaaye duniya wale
Tu pyaar itna karna
O sajan o sajna
Ye waada humse karna
Jal jaaye duniya wale
Tu pyaar itna karna
Pass aake tere
Maine ye jana hai
Nata tuhjse mera
Koyi purana hai
Hai sagar na hota jo
Kyun milte hi hum tum ko
Hai ye jaroori apne liye
Saath rahe ab hum dono
Hum dono pagal hai
Hum dono deewane se
Baarish ke aane se
Tere bheeg jaane se
Dhadakna dil ka dekho
Tere sharmaane se
Baarish ke aane se
Tere bheeg jaane se
Dhadakna dil ka dekho
Tere sharmaane se
Baarish ke aane se
Tere bheeg jaane se
Dhadakna dil ka dekho
Tere paas aane se
O sajan o sajna
Ye waada humse karna
Jal jaaye duniya wale
Tu pyaar itna karna
O sajan o sajna
Ye waada humse karna
Jal jaaye duniya wale
Tu pyaar itna karna
O oo hoo o oo
Aa aa aaaa aa aaaa aa aa
O oo hoo o oo
Aa aa aaaa aa aaaa aa aa
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Baarish Ke Aane Se Lyrics – Shreya Ghoshal and Tony Kakkar
Singer
Shreya Ghoshal, Tony Kakkar
Director
Tony Kakkar
Released
08 Nov 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner