Tera Sath Hai
Jo Mere Hath Mein
Sambhalun Ise Har Jaga
Har Dafa Har Peher
Naseebon Se Mila
Jo Tu Arson Baad Mein
Sambhalun Tujhe Har Dafa
Har Jaga Har Nazar
Alfaz Hain Kai
Tumse Kehne Ko
Dil Mein Jo Dabe Hain Pade
Keh Doon Tu Alfaaz Hai
Keh Doon Alfaazon Ki Awaz Hai
Keh Doon Gehra Sa Raaz Hai
Keh Doon Keh Doon
Keh Doon Kuch Khaas Hai
Keh Doon Ye Jo Lamhat Hain
Keh Doon Ab Tere Mere Paas Hain
Keh Doon O
Dil Har Jaga Tujhe Mange
Tujhe Chahe Tujhe Chahe
Agar Tu Na Ise Mile To
Kamiyan Teri Sataye
Hai Ye Raaz Ab Kai
Tumse Kehene Ko
Dil Mein Jo Dabe Hain Pade
Keh Doon Tu Alfaaz Hai
Keh Doon Alfaazon Ki Awaz Hai
Keh Doon Gehra Sa Raaz Hai
Keh Doon Keh Doon
Keh Doon Kuch Khaas Hai
Keh Doon Ye Jo Lamhat Hain
Keh Doon Ab Tere Mere Paas Hain
Keh Doon O