Teri Yaad Aati Hai Raatbhar
Tera Asar Is Kadar Hai
Ki Firta Hoon Dar Badar
Chehra Tumhara Aata Hai Nazar
Dekhun Main Jab Jab Ye Chaand Taare
Yaadon Mein Teri Hoon Main Gumshuda
Dil Aur Dhadkan Hai Tere Sahare
Tum Ban Jao Na
Sada Ke Liye Hamare
Tum Ban Jao Na
Sada Ke Liye Hamare
Chehra Tumhara Aata Hai Nazar
Dekhun Main Jab Jab Ye Chaand Taare
Yaadon Mein Teri Hoon Main Gumshuda
Dil Aur Dhadkan Hai Tere Sahare
Tum Ban Jao Na
Sada Ke Liye Hamare
Tum Ban Jao Na
Sada Ke Liye Hamare
Tum Mere Khwaab Mein Aate Rehte Ho
Har Lamha Jane Kyun Satate Rehte Ho
Meri Har Ummeed Ka Aaina Ho Tum
Jabse Tum Mile Ho Mere Hosh Huye Hai Gum
Chehra Tumhara Aata Hai Nazar
Dekhun Main Jab Jab Ye Chaand Taare
Yaadon Mein Teri Hoon Main Gumshuda
Dil Aur Dhadkan Hai Tere Sahare
Tum Ban Jao Na
Sada Ke Liye Hamare
Tum Ban Jao Na
Sada Ke Liye Hamare
Ishq Ki Har Saja Mujhko Hai Manzoor
Bas Kabhi Tum Mujhse Jana Na Door
Zindagi Bin Tere Bewaja Lagti
Tu Ho Paas To Mujhe Ek Dua Lagti
Chehra Tumhara Aata Hai Nazar
Dekhun Main Jab Jab Ye Chaand Taare
Yaadon Mein Teri Hoon Main Gumshuda
Dil Aur Dhadkan Hai Tere Sahare
Tum Ban Jao Na
Sada Ke Liye Hamare
Tum Ban Jao Na
Sada Ke Liye Hamare