Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Bhula Du Lyrics – भुला दू लिरिक्स – Stebin Ben, Payal Dev
Bollywood · Hindi

Bhula Du Lyrics – भुला दू लिरिक्स – Stebin Ben, Payal Dev

Director: Payal Dev
Released: 15 Sep 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Tu Chahta Nahin To Na Tujhse Milunga
Na Teri Gali Ki Taraf Rukh Karunga
Tu Chahta Nahin To Na Kuch Bhi Kahunga
Na Hothon Se Apne Uff Bhi Karunga
Ye Har Baat Teri Hai Manzoor Mujhko
Magar Ye Na Kehena Ke Bhula Du Main Tujhko
Magar Ye Na Kehena Ke Na Chahun Main Tujhko
Magar Ye Na Kehena Ke Bhula Dun Main Tujhko
Kabhi Khaab Tere Jo Aankhon Mein Aaye
To Keh Dungi Unse Kahin Aur Jaaye
Kabhi Baat Teri Jo Lab Karna Chahe
To Keh Dungi Unse Ruke Theher Jaye
Izazat Ye Dede Nigahon Ko Meri
Kahin Door Se Main Tujhe Dekh Lunga
Tujhe Dekh Lunga Tujhe Dekh Lunga
Tujhe Dekh Lunga
Jara To Sukun De Bechain Dil Ko
Magar Ye Na Kehena Ke Bhula Du Main Tujhko
Juda Hoke Tujhse Main Kaise Jiyungi
Ho Palkon Mein Aansun Magar Main Hasungi
Karun Kya Mukaddar Hai Mujhse Khafasa
Bhale Naam Dede Tu Mujhe Bewafa Ka
Ye Ilzaam Bhi Hai Manzoor Mujhko
Magar Ye Na Kehna Ke Bhula Du Main Tujhko
Na Kehena Ke Bhula Du Main Tujhko
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Bhula Du Lyrics – भुला दू लिरिक्स – Stebin Ben, Payal Dev
Singer
Stebin Ben, Payal Dev
Director
Payal Dev
Released
15 Sep 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner