Maine Tumse Ye Jo Kaha
Maine Tumse Ye Jo Kaha
Tumne Bhi Mujhse Wahi Keh Diya
Gar Lagta Ho Dar To Keh Do Mujhe
Gar Lage Jhooth Sach To Keh Do Mujhe
Mohobbat Ne Humko Ye Naam Diya Hai
Mohobbat Ne Humko Ye Naam Diya Hai
Naam Tera Aur Mera Badnaam Kiya Hai
Naam Tera Aur Mera Badnaam Kiya Hai
Naam Tera Aur Mera Badnaam Kiya Hai
Naam Tera Aur Mera Badnaam Kiya Hai
Dheere Haan Dheere Is Tarah Se Tere Dil Ke
Main Paas Ho Gayi Haan Paas Ho Gayi
Meri Zindagi Mein Main Teri Zindagi Mein
Ab To Khaas Ho Gayi Haan Main Khaas Ho Gayi
Duniyan Ne Ishq Walon Ko Pareshan Kiya Hai
Duniyan Ne Ishq Walon Ko Pareshan Kiya Hai
Naam Tera Aur Mera Badnaam Kiya Hai
Naam Tera Aur Mera Badnaam Kiya Hai
Naam Tera Aur Mera Badnaam Kiya Hai
Naam Tera Aur Mera Badnaam Kiya Hai
Hai Jalim Ye Jamana Bas Chahe Aajmana
Ye Ishq Walon Ko Bas Chahe Mitana
Ishq Achha Na Bura Hai Ye Dil Ki Sada Hai
Humne To Ishq Mein Ab
Khudko Mita Diya Hai
Khudko Mita Diya Hai
Khudko Mita Diya Hai
Mohobbat Ne Humko Ye Naam Diya Hai
Mohobbat Ne Humko Ye Naam Diya Hai
Naam Tera Aur Mera Badnaam Kiya Hai
Naam Tera Aur Mera Badnaam Kiya Hai
Naam Tera Aur Mera Badnaam Kiya Hai
Naam Tera Aur Mera Badnaam Kiya Hai