Jab Dekhta Hoon Tera Chehra Main
Tab Chain Mujhko Aata Hai
Kaise Main Bataun Tujhse Milke Hi To
Dard Mere Dil Ka Jata Hai
Teri Har Ada Pe Main Marta Hoon
Sach Hai Magar Main Kehene Se Darta Hoon
Zindagi Se Zyada Tujhse Pyaar Main To Karta Hoon

Tu Mera Jismo Jaan Hai
Tu Meri Daasta Hai
Tu Rehti Dhadkano Mein
Tu Saanson Mein Rawan Hai
Mere Rag Rag Mein Dhali Hai
Mere Khabon Mein Gili Hai
Karun Rab Ka Shukriya Main
Tu Kismat Se Mili Hai