Tum Bin Kya Hai Jeena Kya Hai Jeena
Tum Bin Kya Hai Jeena
Tum Bin Jiya Jaye Kaise
Kaise Jiya Jaye Tum Bin
Sadiyon Se Lambi Hain Raatein
Sadiyon Se Lambe Huye Din
Aa Jao Lautkar Tum
Ye Dil Keh Raha Hai
Aa Jao Lautkar Tum
Ye Dil Keh Raha Hai
Phir Shaam Mein Tanhaai Jaagi
Phir Yaad Tum Aa Rahe Ho
Phir Jaan Nikalne Lagi Hai
Phir Mujhko Tadpa Rahe Ho
Phir Mujhko Tadpa Rahe Ho
Is Dil Mein Yaadon Ke Mele Hain
Tum Bin Bahot Hum Akele Hain
Aa Jao Lautkar Tum
Ye Dil Keh Raha Hai
Aa Jao Lautkar Tum
Ye Dil Keh Raha Hai
Kya Kya Na Socha Tha Maine
Kya Kya Na Sapne Sajaye
Kya Kya Na Chaha Tha Dil Ne
Kya Kya Na Armaa Jagaye
Kya Kya Na Armaa Jagaye
Is Dil Se Tufan Gujarte Hain
Tum Bin To Jeete Na Marte Hain
Aa Jao Lautkar Tum
Ye Dil Keh Raha Hai
Aa Jao Lautkar Tum
Ye Dil Keh Raha Hai
Tum Bin Jiya Jaye Kaise
Kaise Jiya Jaye Tum Bin
Sadiyon Se Lambi Hain Raatein
Sadiyon Se Lambe Huye Din
Aa Jao Lautkar Tum
Ye Dil Keh Raha Hai
Aa Jao Lautkar Tum
Ye Dil Keh Raha Hai