Sab Devo Mein Sabse Pehele
Bappa Tu Hi Pujaye
Tera Naam Lene Se Hi To
Bhage Sabhi Balayein
Ho Tere Dum Se Faila Ujala
Ganpati Bappa Morya
Ham Sab Ka Hai Tu Rakhwala
Ganpati Bappa Morya
Tere Dum Se Ek Kadam Se
Duniyan Hil Jaye
Ho Mushkil Mein Mangu Jo Dil Se
Sab Kuchh Mil Jaye
Ek Danta Ek Danta
Tere Pe Apun Ka Hak Banta
Ek Danta Ek Danta
Tere Pe Apun Ka Hak Banta
Ho Tu Mohalle Mein Har Saal Aaye
Sab Ke Dilon Ko Tu Muskaye
Haan Tu Mohalle Mein Har Saal Aaye
Sab Ke Dilon Ko Tu Muskaye
Dhol Tashe Shehnai Baaje
Tera Danka Tribhuvan Mein Baaje
Haske Rakh De Hath Kisi Pe
Duniyan Savar Jaye
Phir Dua Se Khali Jholi
Khushiyon Se Bhar Jaye
Ek Danta Ek Danta
Tere Pe Apun Ka Hak Banta
Ek Danta Ek Danta
Tere Pe Apun Ka Hak Banta
Ho Gauri Maa Ka Hai Tu Dulara
Shiv Shambhu Ki Aankhon Ka Tara
Ho Deva Teri Mushak Sawari
Riddhi Siddhi Hai Teri Rani
Shubh Aur Labh Hai Bete Tumhare
Sab Ko Man Bhaye
Dekhle Jo Surat Tumhari
Bhakt Ban Jaye
Ek Danta Ek Danta
Tere Pe Apun Ka Hak Banta
Ek Danta Ek Danta
Tere Pe Apun Ka Hak Banta
Ek Danta Ek Danta
Tere Pe Apun Ka Hak Banta