Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Dil Kare Badmashiyan Lyrics – दिल करे बदमाशियाँ लिरिक्स – Amit Mishra
Bollywood · Hindi

Dil Kare Badmashiyan Lyrics – दिल करे बदमाशियाँ लिरिक्स – Amit Mishra

Singer: Amit Mishra
Director: Arindom
Album: Shastry VS Shastry (2023)
Released: 04 Nov 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Teri khili khili hasi dekhun
Toh dil khilta mera dil khilta
Teri sili sili baaton mein
Milta hai sukoon mujhe rabb milta
Tujhe ik pal ik pal bhi
Jo main na dekhun dil nahi lagta
Tere itne sawalon pe
Hairan hoon par dil nahi bharta
Haal behaal teri shaitaniyan
Khaabon khayalon ka yeh karwaan
Dil kare badmashiyan
Kaisi yeh nadaniyan
Dil kare badmashiyan
Haathon ki raahat hai
Raahat hai saanson ki
Tere sang beeta lamha pyaar ka
Tera aana aahat hai
Aahat hai khushiyon ki
Tu jo manzoor huyi woh hai dua
Khaabon khayalon ka woh aasman
Dil bhi wahin hoga hogi yahan
Dil kare badmashiyan
Kaisi yeh nadaniyan
Dil kare badmashiyan
Kaisi yeh manmaniyan
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Dil Kare Badmashiyan Lyrics – दिल करे बदमाशियाँ लिरिक्स – Amit Mishra
Singer
Amit Mishra
Director
Arindom
Album
Shastry VS Shastry (2023)
Released
04 Nov 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner