Wada Kiya Tha Tumne Mujhe
Aaoge Sawan Mein Milne
Ek Dusre Ke Ho Jayenge
Lagne Laga Hai Ye Dil Mein
Mat Pucho Haale Dil Ka
Tum Mujhse O Sanam
Seene Mein Ab Saansein
Padne Lagi Mujhko Kam
Chaya Jo Baadal Teri Yaad Aa Gayi
Tum Jo Aaye Yaara To Barsaat Aa Gayi
Tere Mere Milne Ki Raat Aa Gayi
Tum Jo Aaye Yaara To
Tum Jo Aaye Yara To Barsaat Aa Gayi
Barsaat Aa Gayi
Tu Ban Jaye Hawayein To
Main Khushbusi Bikhar Jaaun
Tu Baarish Banke Aaye Jo
Main Baadal Si Baras Jaaun
Bhale Jitni Udasi Ho
Tujhe Dekhun To Has Jaaun
Tere Khatir Zamana Kya
Khuda Tak Se Bhi Lad Jaaun
Main Chalungi Bin Tumhare
Ek Bhi Na Ab Kadam
Sath Tere Ji Rahi Hoon
Har Pal Main Sau Janam
Chaya Jo Baadal Teri Yaad Aa Gayi
Tum Jo Aaye Yaara To Barsaat Aa Gayi
Tere Mere Milne Ki Raat Aa Gayi
Tum Jo Aaye Yaara To
Tum Jo Aaye Yara To Barsaat Aa Gayi
Barsaat Aa Gayi