Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Aap Hi Se Tha Aap Hi Se Hain Lyrics – आप ही से था आप ही से हैं लिरिक्स
Bollywood · Hindi

Aap Hi Se Tha Aap Hi Se Hain Lyrics – आप ही से था आप ही से हैं लिरिक्स

Director: Anu Malik
Released: 01 Oct 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Saajna Ye Mat Janiyo
Tohein Bichadat Mohein Ko Chain
Diya Jalat Hai Raat Mein
Aur Jiya Jalat Bin Rain
Aap Hi Se Tha Aap Hi Se Hain
Aap Hi Se Pyaar Rahega
Aap Hi Se Tha Aap Hi Se Hain
Aap Hi Se Pyaar Rahega
Aap Aaye Na Aaye
Aap Ka Hi Hamein
Pal Pal Intezaar Rahega
Haan Aap Hi Se Pyaar Rahega
Dillagi Chod Ke Aap Jo
Humse Bhi Dil Lagaye Kabhi
Saans Mein Saans Aaye Bhi
Aur Jaan Mein Jaan Aaye Kabhi
Chod Ke Saari Fikar
Sath Ho Shamo Seher
Chod Ke Saari Fikar
Sath Ho Shamo Seher
Na Mera Hausala Toot Jaye Magar
Aap Jo Na Mile Phir Kabhi Na Hamein
Pyaar Pe Aetbaar Rahega
Aap Hi Se Tha Aap Hi Se Hai
Aap Hi Se Pyaar Rahega
Aap Aaye Na Aaye
Aap Ka Hi Hamein
Pal Pal Intezaar Rahega
Haan Aap Hi Se Pyaar Rahega
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Aap Hi Se Tha Aap Hi Se Hain Lyrics – आप ही से था आप ही से हैं लिरिक्स
Singer
Rik Basu & Shabab Sabri
Director
Anu Malik
Released
01 Oct 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner