Privacy PolicyDisclaimerTerms & ConditionCopyright PolicyContributor GuidelinesAffiliate DisclosureAdvertise
Khamma Ghani Lyrics – खम्मा घनी लिरिक्स – Dono
Bollywood · Hindi

Khamma Ghani Lyrics – खम्मा घनी लिरिक्स – Dono

Director: Shankar – Ehsaan – Loy
Album: Dono
Released: 28 Sep 2023
Language: Hindi
Ad 728×90 — Below Header
Watch on YouTube
Rangdaar Leher Ye Jaise Tere Naina
Yun Baat Bolte Jaise Bole Maina
Rangdaar Leher Ye Jaise Tere Naina
Yun Baat Bolte Jaise Bole Maina
Aawe Na Ko Hoshiyariyan
Palkon Ki Pardedariyan
Jab Khulti Hain To Chalti Hain Sau Baatein
Are Khamma Ghani Re Khamma Ghani
Kuch Galat Kaha To Khamma Ghani
Are Khamma Ghani Re Khamma Ghani
Kuch Sakat Kaha To Khamma Ghani
Ho Lage Sath Bewaja Jo Achha
Wahi Sath Yariyon Ka Hota Sachha
O Jahan Muskurahatein
Wahin Faasle Mite
Chalo Aur Chor Chodo Apne Dil Ke
Dil Karta Hai Chalakiyan
Pichli Yaadon Ki Jhakiyan
Jab Khulti Hai To Chalti Hain Sau Baatein
Are Khamma Ghani Re Khamma Ghani
Kuch Sakat Kaha To Khamma Ghani
Ad 728×90 — Below Lyrics
SONG INFORMATION
Song Title
Khamma Ghani Lyrics – खम्मा घनी लिरिक्स – Dono
Singer
Shivam Mahadevan & Shreya Ghoshal
Director
Shankar – Ehsaan – Loy
Album
Dono
Released
28 Sep 2023
Genre
Bollywood
Language
Hindi
Ad 970×90 Footer Banner