Ishq Ke Chaubare Pe Baithi Hoon Taiyaar
Are Kya Karun Akeli
Mere Saiyan Jamnapaar
Beche Laakhon D M
O Maine Vanish Mode Pe Yaar
Par Aata Nai Reply
Are Main To Gayi Haar
Meri Aankhon Ko
Har Pal Rehta Intezaar
If You Are My Yaar
Aaja Karle Mujhse Pyaar
If You Are My Yaar
Aaja Karle Mujhse Pyaar
Agar Tune Nahin Aana
To Le Chal Mujhko Jamnapaar
Tere Sang Hai Mausam Gulabi Sa
Lamha Lamha Jaise Sharabi Sa
Hadon Mein Reheke Nakar Mohobbat Tu
Ishq Hone De Behisabi Sa
Ruke Ruke Se Dil Ki
Badh Jaane De Raftaar
Jaise Main Hoon Tu Bhi
Ab Hoja Bekaraar
Jara Si Doori Bhi Mujhko
Lagti Too Much Far
Too Much Faya
If You Are My Yaar
Aaja Karle Mujhse Pyaar
If You Are My Yaar
Aaja Karle Mujhse Pyaar
Agar Tune Nahin Aana
To Le Chal Mujhko Jamnapaar
O Le Chal Mujhko Jamnapaar
Le Chal Le Chal Jamnapaar
Baby Le Chal Jamnapaar
Mujhko Le Chal Jamnapaar